Poetry

This category contains all English and Urdu poetry.

Urdu Ghazal: Ahl-e-fana ko naam se hasti ke nang hai By Khwaja Meer Dard

Urdu Ghazal: Ahl-e-fana ko naam se hasti ke nang hai By Khwaja Meer Dard

Ahl-e-fana ko naam se hasti ke nang hai Loh-e-mazaar bhi meri chaati pe sang hai Farigh ho beth fiker se dono’on jahaan ki Khatra jo hai so aaina-e-dil pe zang hai Hairat zadah nahi hai faqat tu hi aaina Ya’an tuk bhi jis ki aankh kholi hai so dang hai Is hasti-e-kharab se kya kaam [...]

Urdu Ghazal: Tohmat-e-chandd apne zimma dher chaley By Khawaja Meer Dard

Urdu Ghazal: Tohmat-e-chandd apne zimma dher chaley By Khawaja Meer Dard

Tohmat-e-chandd apne zimma dher chaley Jis liye aye thy ham so kar chaley Zindagi hai ya koi tofaan hai Ham to is jeeney ke hathoon mar chaley Kya hamein kaam un gulo’on se aey saba Aik dam aye idher, o odher chaley Dosto dekha tamasha yaan ka bass Tum raho, ab, ham to apne gher [...]

Urdu Ghazal: Arzo sama kahan teri wos'at ko pa sake By Khawaja Meer Dard

Urdu Ghazal: Arzo sama kahan teri wos’at ko pa sake By Khawaja Meer Dard

Arzo sama kahan teri wos’at ko pa sake Mera hi dil hai wo ke jahan tu sama sake Wahdat mein teri, harf doii ka na aa sakey Aaina kya majaal tujhe monh dekha sakey Main wo fatadah hoon ke baghair az fana mujhe Naqsh-e-qadam ki tarah na koi utha sakey Qasid! nahi ye kaam tere [...]

Urdu Ghazal: Her tarah zamane ke hathoon se sitam deedah By Khawaja Meer Dard

Urdu Ghazal: Her tarah zamane ke hathoon se sitam deedah By Khawaja Meer Dard

Her tarah zamane ke hathoon se sitam deedah Ger dil hoon to aazurda khatir hoon to ranjeedah Ham gulshan-e-daura’an mein aey khaftagi-e-tale’ey Ser sabz to hain, lakin joon sabza-e-khawabeedah Aey shor-e-qayamat, reh odher hi main kehta hoon Choonkey na abhi ya’an se koi dil-e-shoreedah

Urdu Ghazal: Samajhna fehm ger kuch hai tabii se elahi ko By Khawaja Meer Dard

Urdu Ghazal: Samajhna fehm ger kuch hai tabii se elahi ko By Khawaja Meer Dard

Samajhna fehm ger kuch hai tabii se elahi ko Shahadat ghaib ki khatir to hazir hai gawahi ko Nahi mumkin ke ham se zulmat-e-imkaan za’il ho Chorawey aah koi kion ke zangi se siyahi ko Ajab alam hai idher se hamein hasti satati hai Odher se neesti aati hai daori azar khawahi ko

Urdu Ghazal: Ham tujh se kis hawass ki falak justojoo karein By Khawaja Meer Dard

Urdu Ghazal: Ham tujh se kis hawass ki falak justojoo karein By Khawaja Meer Dard

Ham tujh se kis hawass ki falak justojoo karein Dil hi nahi raha hai jo kuch aarzoo karein Mit jayin aik aan mein kasrat nomaiya’an Ham ainey ke samne jab aa ke hoo karein Ter damni pe sheikh hamari na jaeyoo Daman nichoor dein to farishtey wazoo karein Ser ta qadam zubaan hain joon shamma [...]

Urdu Ghazal: Misgaan-e-ter hoon ya rag-e-taak-e-bareeda hoon By Khawaja Meer Dard

Urdu Ghazal: Misgaan-e-ter hoon ya rag-e-taak-e-bareeda hoon By Khawaja Meer Dard

Misgaan-e-ter hoon ya rag-e-taak-e-bareeda hoon Jo kuch ke hoon so hoon gharz aafat raseeda hoon Kheenchey hai daur ap ko meri farootni aftada hoon peh saya-e-qadd-e-kasheeda hoon Her shaam misl-e-shaam hoon main teera rozgar Her subh misl-e-subh gareba’an dareeda hoon

Urdu Ghazal: Tujhi ko jo yaan jalwa farma na dekha By Khawaja Meer Dard

Urdu Ghazal: Tujhi ko jo yaan jalwa farma na dekha By Khawaja Meer Dard

Tujhi ko jo yaan jalwa farma na dekha Barabar hai dunia ko dekha na dekha Mera ghuncha-e-dil hai wo dil garifta Ke jis ko kiso ne kabho waa na dekha Yagana hai tu aah! bega’ngi mein Koi dosra aur aisaa na dekha Azi’yat, mosibat, malamat, balayin Tere ishq mein ham ne kya kya na dekha

Urdu Ghazal: Seena-o-dil hasratoon se chaa gya By Khawaja Meer Dard

Urdu Ghazal: Seena-o-dil hasratoon se chaa gya By Khawaja Meer Dard

Seena-o-dil hasratoon se chaa gya Bas hajoom-e-yaas jee ghabra gya Tujh se kuch dekha na ham ne, juz jafa Parda kiya kuch hai ke jee ko bhaa gya Khul nahi sakti hain ab ankhein meri Jee mein ye kis ka tasawar aa gya Main ne to zahir na ki thi dil ki baat Per meri [...]

Urdu Ghazal: Qatal-e-aashiq kisi mashooq se kuch door na tha By Khawaja Meer Dard

Urdu Ghazal: Qatal-e-aashiq kisi mashooq se kuch door na tha By Khawaja Meer Dard

Qatal-e-aashiq kisi mashooq se kuch door na tha Per tere ehd ke aage to ye dastoor na tha Raat majlis mein tere husan ke sholey ke hazroo Shamma ke monh pe jo dekha to kahin noor na tha Ziker mera hi wo karta tha sarihan, lakin Main jo pohncha to kaha, khair ye mazkoor na [...]