Archive for azaad shairi
You are browsing the archives of azaad shairi.
You are browsing the archives of azaad shairi.
Koi tumse puche koun hu main
tum keh dena koi khaas nhi
ek dost hai kacha pakka sa
ek jhuth hai aadha sacha sa
jazbaat ko dakhe ek parda bas
ek bahaana acha sa
jivan ka ek aisa saathi
jo duur hoke paas nhi
koi tumse puche koun hu main
keh dena koi khaas nhi
hawa ka ek suhaana jhokha hai
kbhi nazuk to kbhi tufaano [...]
Ajeeb larkA hoon khud ko jalana chahta hoon
Mai khud ko rakh ker kaheen bhool jana chahta hoon
Mere naseeb ki khushiyaan bhee kab mili mujh ko
Bas ab to umer bher aansoo bhana chahta hoon
Najanay kitni mohabbat hai ranj-o-ghum se mujhe
Koi bhee dard ho dil mai chupana chahta hoon
Baha baha k ye aasnoo bikhar chuka hoon bahut
Simat [...]
Har Baar Mere Saamne Aati Rahi Ho Tum
har baar tum se mil ke bichhadta raha hoon main
tum kaun ho ye khud bhi nahi’n jaanti ho tum
main kaun hoon ye khud bhi nahi’n jaanta hoon main
tum mujh ko jaan kar hi padi ho azaab mein
aur iss tarah khud apni saza ban gaya hoon main
tum jis zameen [...]
Tujhe ishq ho khuda Karay
koi usko tujh se juda karay
teray hont hasna bhool jaye
teri ankh num raha karay
to uski baatain kiya karay
to uski baatain suna karay
to us ko dekh ker ruka karay
wo tujhe dekh ker chala karay
Mairay Temardaroon se
Maseeha Jab yeah keh dien gay
Dawa taseer kho bethi hai
Dua ka Waqat Aa puhncha hai
yeah bemari bahana thi
” EK TAZA HIKAYAT HAI
SUN LO TUM INAYAT HAI
IK SHAKS KO DHEKA THA
TAROON KI TARHA HUM NAY
WO SHAKS QUAMAT THA
KIA US KI KARAIN BAATAIN
DIN US KAY LIAY PAIDA
AUR US KI HI THI RAATAIN
Khu’aab toot jaate hain
bheer main zamaane ki
haath choott jaate hain
bheer main zamaane ki,
dost daar lehjon main silwaten si parti hain
aik zara si ranjish se
shak ki zard tehni per phool badgumaani k