Archive for DAAG DEHALVI

You are browsing the archives of DAAG DEHALVI.

Urdu Poetry: Khaatir se ya lihaaz se main maan to gaya

Khaatir se ya lihaaz se main maan to gaya jhoothi qasam se aap ka imaan to gaya dil leke muft kehte hain kuch kaam ka nahi’n ulti shikaayatein rahi’n ehsaan to gaya ab shaay-e-raaz-e-ishq go zillatein huee’n lekin usse jata to diya, jaan to gaya