Archive for nazam

You are browsing the archives of nazam.

Urdu Poetry: Khulegi iss nazar pe chashm-e-tar aahista-aahista

Khulegi iss nazar pe chashm-e-tar aahista-aahista kiya jaata hai paani mein safar aahista-aahista koi zanjeer phir waapas wahee’n par le ke aati hai kathin ho raah to chhoot’ta hai ghar aahista-aahista

Urdu Poetry: Aye Chand USai Kehnaaa

Aye Chand USai Kehnaaa WO jo DoOor Boat DoOor BASta hai USai koii yaad karta hai AUr BAI hisaab karta hai USAI kehna JAb Wo kisi aur k sang hansta hai TO DoOor Bohat door kisi kaa dil dharakta hai AUR

Urdu Poetry: Suna hai by Parveen Shakir

Suna hai Suna hai janglon ka bhi koi dastoor hota hai Suna hai sher ka jab pait bhar jaaye To wo hamla nahin kerta, Suna hai jab kisi nadi k paani main