Archive for parveen shakir

You are browsing the archives of parveen shakir.

Urdu Poetry: Mushkil hai ab shehar mein nikle koi ghar se

Mushkil hai ab shehar mein nikle koi ghar se dastaar pe baat aa gaee hai hoti huee sar se barsa bhi to kis dasht ke be-faiz badan par ek umr mere khet thhey jis abr ko tarse iss baar jo indhan ke liye kat ke gira hai chidiyo’n ko bada pyaar thaa us boodhe shajar [...]

Urdu Poetry: Baarish huee to phoolo’n ke tan chaak ho gaye

Baarish huee to phoolo’n ke tan chaak ho gaye mausam ke haath bheeg ke saffaaq ho gaye baadal ko kya khabar ki baarish ki chaah mein kitne buland-o-baala shajar khaak ho gaye jugnu ko din ke waqt pakadne ki zidd karein bachche hamaare ahad ke chaalaak ho gaye

Urdu Poetry: Khulegi iss nazar pe chashm-e-tar aahista-aahista

Khulegi iss nazar pe chashm-e-tar aahista-aahista kiya jaata hai paani mein safar aahista-aahista koi zanjeer phir waapas wahee’n par le ke aati hai kathin ho raah to chhoot’ta hai ghar aahista-aahista

Urdu Poetry: Suna hai by Parveen Shakir

Suna hai Suna hai janglon ka bhi koi dastoor hota hai Suna hai sher ka jab pait bhar jaaye To wo hamla nahin kerta, Suna hai jab kisi nadi k paani main