Archive for urdu azaad shairi
You are browsing the archives of urdu azaad shairi.
You are browsing the archives of urdu azaad shairi.
Aksar sochti rahi. Main tumhari sabse zyada. Pasandida kitab ki tarah hoon. Jo neend mein bhi. Tumhare seene mein khul kar rahti hai. Tum mujhe parhte ho. Harf-Harf samajhte ho. Sparsh karte ho. Main aur bhi gahre utar jati hoon. Tumhare ghar ke. Kone kone mein dikh jati hoon. Wahin-Wahin jahan jahan. Tum mujhe dhundte [...]
Phîr Wahi Mange Huye Lamhe, Phir Wahi Hath Mein Gulaab. Phir Wahi Taareek(Ãark) Raton Mein, Khayaal-E-Maahtaab. Phir Wahi Raton ki Peshaani Pe Rang-E-Laazwal. Phir Wahi Bhooli Huyi Baaton Ka Dhundhla Sa Khayaal. Phir Wahi Aankhein Bheegi Bheegi Daaman-E-Shab Mein Udaas. Phir Wo Ummeedo(hope) ke Madfan(Tomb) Zindagi Ke Aas Paas. Phir Wahi Farda(Tomorrow/Future) Ki Baatein, Phir [...]
Muhabbat Shairi Hurgiz Nahi Hay Theek Kehtey Hain Mohabbat To Kisi Bay Deep Qabristaan Ki Boseeda Si Ik Qaber Per Woh Nassb Katba Hay Key Jiss Per Saaf Likha Ho Shaheed-e-Raah-e-Ulfat Ashiq-e-Nakaam Ka Marqad Mohabbat Aik Katba Hay Laga Hota Hay Jo Aksar Kabhi Layla Kay Marqad Per Kabhi Majnoo Ki Hasrat Per Kabhi Soni [...]
Jo chala gaya mujhe chor ker main kabhi na usko bhula saka wohi duriyaan wohi faslay main kabhi na unko mita saka kiya usay bhi mujh say payar tha ya’n shayad use shaoor tha
Mairay Temardaroon se Maseeha Jab yeah keh dien gay Dawa taseer kho bethi hai Dua ka Waqat Aa puhncha hai yeah bemari bahana thi
Aitbar Tootay To…! Durd Ki Rut Ka Dil Main Daira Ho jata hai Palkoon Per Ashqoon ka Pehra Ho jata Hai Ujlay din main sanwala Andheera ho jata hai Aitbar tootay to…! Veerani Deewar-e-jaan main basnay lagty hai Chalte chalte dil ki dharkan ruknay lagty hai Hasrtoon ki chita main zindagi jalnay lagty hai Aetbar [...]