Archive for urdu peotry

You are browsing the archives of urdu peotry.

Urdu Poetry: Har Baar Mere Saamne Aati Rahi Ho Tum

Har Baar Mere Saamne Aati Rahi Ho Tum har baar tum se mil ke bichhadta raha hoon main tum kaun ho ye khud bhi nahi’n jaanti ho tum main kaun hoon ye khud bhi nahi’n jaanta hoon main tum mujh ko jaan kar hi padi ho azaab mein aur iss tarah khud apni saza ban [...]

Urdu Poetry: Khulegi iss nazar pe chashm-e-tar aahista-aahista

Khulegi iss nazar pe chashm-e-tar aahista-aahista kiya jaata hai paani mein safar aahista-aahista koi zanjeer phir waapas wahee’n par le ke aati hai kathin ho raah to chhoot’ta hai ghar aahista-aahista

Urdu Poetry: Apni muhabbat k afsaane kab tak raaz banaaoge

Apni muhabbat k afsaane kab tak raaz banaaoge! Ruswaayi se darne waalo baat tumhi phelaaoge. Us ka kya hai tum na sahee to aur buhat, Tark-e Muhabbat kerne waalon tum tanha reh jaaoge.