Archive for urdu shairi
You are browsing the archives of urdu shairi.
You are browsing the archives of urdu shairi.
Thokar lagi to apne muqaddar pe ja gira, Phir yun huaa k aaieena pathar pe ja gira. Ehsaas-e farz jab bhi huaa neend aa gayee, Chalna tha pul-saraat pe, bistar pe ja gira. Baazi Muhabbaton ki jahaalat ne jeet lee, Wo ban gata khateeb jo Mimber pe ja gira. Khushboo qasoor-waar nahi, is ko chhor [...]
Paao’n choo lene do phoolo’n ko inaayat hogi warna hum ko bhi nahi’n inko bhi shikaayat hogi aap jo phool bichaaye unhe hum thukraayein humko darr hai ke ye tauheen-e-mohabbat hogi dil ki bechain umango pe karam farmaao itna ruk-ruk ke chaloge to qayaamat hogi sharm roke hai idhar, shauq udhar kheeche hai kya khabar [...]
Misl-e-khayaal aaye thhey aakar chale gaye duniya hamaari gham ki basa kar chale gaye phoolo’n ki aas dil se lagaaye hue thhey hum kaante wo raaste mein bichha kar chale gaye aayee na thi hamaare chaman mein bahaar abhi wo khwaab aashiyaa’n mein laga kar chale gaye bhoole se bhi kabhi na dil hum bhula [...]
kabhi akele main milkar jhanjhod doonga usse jahan jahan se wo toota hai jod doonga usse mujhe chod gaya ye kamaal hai uska irada maine kiya tha k chod doonga usse paseene baant-ta phirta hai har taraf sooraj kabhi jo haath laga to nichod doonga usse maza chakha k hi maana hoon main bhi duniya [...]
Ek taraf shola-e-guftar chalo dekhe ge Ek taraf jalwa-e-kirdar chalo dekhe ge Kyon hai wo nakhus wa baizar chalo dekhe ge Hum hai darasal khatakar chalo dekhe ge Kufr-w-alhad ki yalgar chalo dekhe ge Masjide hogayi masmar chalo dekhe ge Kis ne gardab se sahil pe lagai kashti Kis ke hato main hai patwar chalo [...]