By NaQonianz • July 19, 2010
Na gya khayal zulf-e-siyah jafa shaara’an Na howa ke subha howey shab-e-teerah rozgara’an
Howi eid sab ne pehne tarb-o-khushi ke jaamey Na howa ke ham bhi badlein ye libas-e-sogawara’an
Kahin khaak-e-koo ko uski to saba na dijeo junbish Ke bharey hain is zameein mein jiger-e-jiger figara’an
Na gya khayal zulf-e-siyah jafa shaara'an
Categories: Meer Taqi Meer Tags:
Click here to cancel reply.
Name *
Email *
Website