Urdu Poetry: Dard Ki Dawa Kya Hai
dard ki dawa kya hai
main nahi, bura kya hai
paas rakhta hai subha shaam
marg hai baqa kya hai
tu mujh se juda to nahi
paas nahi juda kya hai
dard dil mein jagah bana gya
dharkanoon mein sada kya hai
mom ho jata tera mann kaash
gercha socha so naya kya hai
choor ker mujh ko khalique
haath mein thama kya hai
Poet: Khalique Shah





