Urdu Poetry: Isee sabab se hain shayad,azaab jitne hain By Jaan Nisar Akhtar

Isee sabab se hain shayad,azaab jitne hain
jhatak ke phenk do palko’n pe khwaab jitne hain

watan se ishq, gareebi se bair, aman se pyaar
sabhi ne odh rakhe hain naqaab jitne hain

samajh sake to samajh zindagi ki uljhan ko
sawaal utne nahi hain, jawaab jitne hain.

Poet: Jaan Nisar Akhtar

About the Author

BaQir Bukhari

Leave a Reply