Urdu Poetry: kya rasmi rasmi mukalamay,mujhay dil say pyar nahi kya



kya rasmi rasmi mukalamay,mujhay dil say pyar nahi kya
mujhay aitabar to kah dia,mera aitabar nahi kya

mere fard_e_jurm say aashna,sabhi jantay hay yeh majra
kay siway sabar kay koi rasta iktiar nahi kya
mera raftagaa nay yeh kah dia milay gay aglay parao per
bare ujlatoo may thay hamsafar,mera intazaar nahi kya

koi tha kay jis kay firaq nay mera aisa haal bana dia
kisi bay wafaee ki judaee nay mujhay bay qarrar nahi kia

meray apnay loog thay mehrbaan ,meray apnay roog thay raaz daaa
kisi ajnabi , kisi gher nay maeray dil pay waar nahi kya

may jaha gaya mujhay ehaal dil nay galay say apnay laga liya
mere aag nay ,meray isshq nay kahi baywaqaar nahi kya

Sent By: Izhar Korai From Orkut Community Meer Taqi Meer



About the Author

Leave a Reply