Urdu Poetry: Yaar ko maine mujhe yaar ne sone na diya
Yaar ko maine mujhe yaar ne sone na diya
raat bhar taali-e-bedaar ne sone na diya
ek shab bulbul-e-betaab ke jaage na naseeb
pehlu-e-gul mein kabhi khaar ne sone na diyaraat bhar ki dil-e-betaab ne baatein mujhse
mujhko iss ishq ke beemaar ne sone na diya.
[KHWAJA HAIDER ALI 'AATISH']
Sent By: Ah@d-e-Aawargi





