Urdu Poetry: yahan har shakhas har Pal
yahan har shakhas har Pal
Hadsa hone sai darta hai
Khilona hai mitti kaa
Fana honay se darta hai
MEray dil k kisi konay mai
EK masoom saa bacchaa
BAroon ki deikh kar duniyaa
Bara honay se darta haii
Ajab hai zindagi ki qaid mai
Duniya ka har insaannnnn
RIhaii mangta hai aur
Rihaa honay se darta hai
Sent By: Huma From Orkut Community





